Total Pageviews

Monday 24 March 2014

again from the start. . .

You’re the most beautiful person I’ve ever met
You’ve given me moments I can never forget
You are the one who made me merry when I was blue
I can forget how to breathe, but how can I forget you???

You were my rain you were my sunshine
You were the only one in this world that I felt was mine
Even when I was lonely you gave me a shoulder to lean to
Ours is a bond that not many will understand too…


A hand of yours in hand of mine
And everything just seems so fine
Even when you are not near, and you have gone far
I can feel you breathing right close to my heart


The love the warmth, the friendship the care
These are some of the things that will always be there
No matter we are close or far apart

I’d like to start this journey with you right from the start

Friday 14 March 2014

Maasoom si un nazro ne jab dekha hamein ik baar
Deewane ban bethe kar bethe un se pyaar
 

Chashmo k jharonkhe se un neele nigaahon ne
Shrmaa k mujhe dekha balkhaati adaaon se

Teere nazar dil ke usi pal me paar ho gya
Jhalla to m pehle hi tha,, aashiq ab yaar ho gya

Us din se shuru yun huyi Kahaani ik anjaani si
ye Raja to mukammal tha, kami thi to bas rani ki
 

Beet te waqt k saath tadap badhti gyi is kadar
iss Raja k dil kit hi naa us kamsin ko koi khabar

Himmat jutaa kar fir ikk din Raja ne badhaya kadam
Rishte ki mukammal shuruat dosti se kyu na karein hum???

Sharmaate huwe rani ne thaama raja ka hath
Aur yahi se shuru huyi is pyaar ki ikk shuruaat J


Thursday 13 March 2014

Gunehgaar hu m tera jo tujhe pyaar
De naa paaya jo tujhe kabhi the mene izhaar kiya
Bhaagte h hum khushiyon ki aur
Aur mene tujhe khud se door jaane ka har maukaa diya

Bada h dil tera jo aaj bhi tu mere saath hai
Tere badappan k aage meri kya aukaat hai
Karz kabhi na main chukaa nahi paauga teraa..
Ki tune mujhpe khushiyon ki jo barsaat hai


Ikk main hun begairat jisne hmesha
Tera dil tod kar chakna choor kiya
Ikk tu hai nekdil sangemarmar ki moorat
Jisne har tanhaayi k mauke pe mera saath diya J

Bepanaah mohabaat to kar li tujhse
Par us mohabaat ko nibhaana na aaya
Maang nahi sakta tujhse ab saath hone ka haq
Aur ye haq mene khud hi h ganwaaya L


Glti pe glti mai karta gya
Sochaa naa tha ikk din aese bhanwar me fass jauga
Dhokha diya mene tera har mod per
Iss gunaah ki sazaa m paana chahunga

Tere mere rishte ko mene
Har mod per neeche dikhaaya hai
Fir bhi tanhaayi ki un galiyon me
Mene har pal tujhe saaye ki tarah saath paaya hai


Bahut bada h tera dil
Jo iss naapak se rishta nibhaane ki chaahat hai
Mai to iss layak nahi k tere saaye k aas pass fatak saku

Ikk tu h jisne mujhe banaaya apni dosti k laayak h